Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Dhavan
HomePrem Dhavan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge mere dil ki duniya hai tere hawaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale zamaane mein tum se nahin koi pyaara zamaane mein tum se nahin koi pyaara ye jaan bhi tumhaari ye dil bhi tumhaara jo na ho yakeen to kabhi aazmaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale bharosa hai hum ko muhabbat pe teri bharosa hai hum ko muhabbat pe teri to phir hans ke dekho nigaahon mein meri ye darr hai zamaana juda kar na daale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale
naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin honge rangeen ye sitaare tumse rangeen to nahin naa jaane chaand kaisa hoga aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare aate hain neele aasmaan pe jaane kidhar se sitaare chalta hai saara hi zamaana teri nazar ke sahaare dil chaahe aasmaan ko chhoo loon le chal humen bhi wahin naa jaane chaand kaisa hoga chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri chhaaye hai kaale kaale baadal yaa tumne zulfen bakheri kho jaaun jaa ke baadlon mein kab se tamanna hai meri jaane do khwaab ki ye baaten humko hai inn pe yakeen naa jaane chaand kaisa hoga saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen saare zamaane se niraali hum koi duniyaa basaayen dil ke rangeele sapnon se mehfil rengeeni sajaaye aisa jahaan hai kahaan pe hoga kahin naa kahin naa jaane chaand kaisa hoga tumsa haseen to nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain rasile chaand sa mukhda sundar roop suhaana par bedardi dard na samjhe jaane bas tadpana phir bhi mann tadpaane waala mann ka meet kahaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye jab wo aaye le kar aaye din mein chaand sitaare jab wo jaayen le kar jaayen sab armaan humareee dekh use dil tadpe aur bin dekhe raha naa jaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye hai ji ek chhaliya
nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware chain kahaan mohe sajan saanwre nain huye baanware nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware dekhte hi dekhte main kho gayi dekhte hi dekhte main kho gayi jaagte hi jaagte main so gayi jaagte hi jaagte main so gayi ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re nain huye baanware chalte chalte paanv mere tham gaye chalte chalte paanv mere tham gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye mil gayi zulfon ki thandi chhanv re mil gayi zulfon ki thandi chhanv re nain huye baanware dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah kiss tarah saajan teri ban jaaun re kiss tarah saajan teri ban jaaun re nain huye baanware nainon se naina tere kuchh keh gaye oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo nainon se
nigaahon mein ye mastiyaan kyun adaaon mein ye shokhiyaan kyun aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun adaaon mein ye shokhiyaan kyun aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun dhadkanon ke saaz pe jo geet ga raha dhadkanon ke saaz pe jo geet ga raha jo labon ki jumbishon pe muskura raha khwaab mein khayaal main ye kaun aata hai jaata hai yun har ghadi ki door se bulaane waala ye jaadu sa jagaane waala aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai nigaahon mein ye mastiyaan kyun aankhon mein sama gaya hai kiska baankpan aankhon mein sama gaya hai kiska baankpan raat din lagi huyi hai kiski ye lagan kho gayi nazar kahaan ye bekaraari ye halchal si hai kisliye ki raaz kya hai tu hi jaane tere siva na koi jaane aye dil bata na yun chhupa koi to hai koi to hai
o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein tujhe dekhne ko tarse kyun har ghadi nigaahein bechain si rehti hain tere liye ye baahein mujhe khud pata nahin hai mujhe tujh se pyaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka naazuk sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka khushboo se teri mehke kyun baag mere mann ka meri zindagi mein chhayi tujh se bahaar kyun hai o nanhe se farishte tujh se ye kaisa naata kaise ye dil ke rishte o nanhe se farishte happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to you tu kuchh nahin hai mera phir bhi ye tadap kaisi tujhe dekhate hi khoo mein
o yaa qurbaan wo aankhen thi dilbar ki yaa nargis e mastaanaaa dekhe huye uss butt koooo ab ho gaya zamaana o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sheyyyyyyyy ooooooo ooooooooo ooooooo ooooo oooo oooo oooo ooooo o yaa qurbaan dekhenge kab wo soorat jiss pe bahaar sad ke ye dil to kya hai yaaron kabul kandhar sad ke kiss tarah bhoole nighaahen yaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o sabaa kehna mere dildaar ko dil tadapta hai tere deedar ko o rosheyyyyyyyy oooooooooooooo ooooo oooo oooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo o yaa qurbaan kaisi hai ye qayaamat ho tu hi bata khudaayaaaa jitna bhulaaya uskoooo utna wo yaad aaya kya qaraar aaye
pee bin soona jee aaaaaaa patajhad jaisa jeewan mera pee bin soona jee patajhad jaisa jiwan mera pee bin soona jee man bin tan jyun jal bin nadiya jyun main sooni bina sanwariya man bin tan jyun auron ki to rain andheri auron ki to rain andheri par hai mera din bhi andhera pee bin soona re dha pa dha pa ma re ma pa dha pa dha pa ma ga ma pa ga re sa ma re sa re sa dha pa dha pa re sa dha pa ma ga re ma ma re ga re sa ma pa dha dha pa dha pa ma pa dha sa dha dha sa dha pa sa ma re re sa dha re sa sa da pa dha pa pa ma re pa ma ma re ga re sa dha pa ma re re sa pee bin soona re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar ri phool phool par bhramar gunjat sakhi aaye nahin bhanwar hamaar re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar kab lag nainan dwaar sajaaun kab lag nainan dwaar sajaaun deep jalaaun deep bujhaaun kab lag karuun singaar re aayi madhu ritu basant bahaar ri aayi madhu ritu basant bahaar aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa
pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kya baat huyi ke raaton ko ab neend nahin aati hai bin pal bhar chain naa paaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche kya unn se kahoon aur kaise kahoon bas baat yahi dil soche aur soch soch reh jaaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar pyaar ka saagar pyaar ka saagar
raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain jab jab baadal chaand se khele aankh micholi jab jab bhanwra phool se bole pyaar ki boli uss ghadi sanam tum ko yaad hum baar baar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain unn ko kar ke door hum aaj hain khud pachhtaate nain bichhe hain raah mein kaash ke tum aa jaate jab se tum gaye hum ko ghum naye beqaraar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii
raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja
rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa laage naa re jiya laage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari laakh jatan karoon laaj ki maari paanv chhat par aaye naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re raam kare haay kisi ke mann mein bairi preet jaage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa
rim jhim jhim jhim badarwaa barse naina more tarse aa jaa aa jaa re ghar more piya san san san san hawa dole ghunghat mora khole laage naa jiyaa rim jhim jhim jhim badarwaa barse naina more tarse aa jaa aa jaa re ghar more piya san san san san hawa dole ghunghat mora khole laage naa jiyaa aasha ke dwaar khadi khadi raah teri dekhun ghadi ghadi aasha ke dwaar khadi khadi raah teri dekhun ghadi ghadi tarsaaye saawan ki jhadi tere bina soona jag saanwariya rim jhim jhim jhim badarwaa barse naina more tarse aa jaa aa jaa re ghar more piya san san san san hawa dole ghunghat mora khole laage naa jiyaa aaoo jo ghar more piya kaanon mein kuchh samjhaaun mann mein hai baat kuchh aisi kehte huye sharmaaun aaoo jo ghar more piya kaanon mein kuchh samjhaaun mann mein hai baat kuchh aisi kehte huye sharmaaun chhoti si tasveer teri phirti hai ankhiyon mein mori chhoti si tasveer teri phirti hai ankhiyon mein mori kaanon mein goonj rahi lori kya kya maine sapne sajaaye rasiyaa
ooooooooooooooooooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hmm hmmmmm aaaaa aaaaa aaaa tana na na na ritu aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye jeth mahina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jeth mahina jiya ghabraye pal pal suraj aag lagaye doje birhaah agan jalaaye karun main kaun upaaye karun main kaun upaaye ritu aaye ritu jaaye sakhee ri man ke meet na aaye ritu aaye barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar jaise sasu nanadiya barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee darsan ko jiyara tarse ankhiyan se nit saawan barse pee darsan ko jiyara tarse rovat hai kajra nainan ka rovat hai kajra nainan ka bindiyaa kare pukaa barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar barkha ritu bairi humaar pee bin soona ri eeeeeee patjhad jaisa jeevan mera pee bin soona ri patjhad jaisa jeevan mera
saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi armaano ne lee angdaayi armaano ne lee angdaayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi aake sapno mein geet suna gaye aake sapno mein geet suna gaye sote sote mein aan jaga gaye sote sote mein aan jaga gaye phir ankhiyon ko neend na aayi na aayi na aayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi dekho meri ye nayi nayi preet hai dekho meri ye nayi nayi preet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai maine jeevan ki jyot jagayi jagayi jagayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi base nainon mein nain tumhare hain base nainon mein nain tumhare hain meri duniyan mein chamke sitare hain meri duniyan mein chamke
na puchho pyaar ki humne jo haqeeqat dekhi wafaa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne loot liya aur humen khabar na huyi khuli jo aankh to barbaad muhabbat dekhi sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki wo dil hoon jisko pyaar ki manzil na mil saki manzil na mil saki patthar pe humne phool chadhaaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile ek bewafa se pyaar ka anzaam to mile aye maut jaldi aa aye maut jaldi aa jara aaram to mile
karte rahe fizaa se hum saudaa bahaar kaa badlaa diya to kya ye diyaa unke pyaar kaa sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya hum badnaseeb pyaar ki rusvaayi ban gaye khud hi laga ke aag tamaashaayi ban gaye tamaashaayi ban gaye daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya le le ke haar phoolon ke aayi to thi bahaar nazren utha ke humne hi dekha na ek baar dekha na ek baar aankhon se ab ye parde hathaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu sunaate ghum e dil jo tum paas hote meri bekasi pe bhi kya tum na rote sunaate ghum e dil jo tum paas hote meri bekasi pe bhi kya tum na rote magar kya dikhayen tumhen dil ke chhale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu sitam aur bhi ho to woh bhi kiye jaa sitam aur bhi ho to woh bhi kiye jaa hon kuchh aur bhi ghum to woh bhi diye jaa nahin phir bhi tujhse gila karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu zafaa karne waale duaa kar rahen hain duaa karne waale sada khush rahe tu
sadke heer tujhpe hum faqeer sadke tujhse loot kar tere hi dwaar aaye tu to phoolon ki sej pe jaa baithiiiiii mere hisse mein raahon ke khaaaaaaar aaye jhuthe waade the tere wafaa jhuthiiiiiiiii khote saude mein zindagi haar aayeeeeee yehi ishq hai to keh do duniyaa seeeeee kisi butt pe naa kisi ko pyaaaaaar aaye de de dil humara humen waapas jogi le kar yahi pukaar aaye aur maange jo kuchh to maut maangeeeeee tere darr pe hain aakhiri baaaaaaar aaye jogi le kar yahi pukaaaaaar aaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Pyaar Ki Zindagi Pyaar Ka Saagar (1961) 04:22 14011
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:22   Song Number : 14011   

Naa Jaane Chaand Kaisa Hoga Rocket Girl (1962) 03:21 31036
 
Poster of Rocket Girl (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kamal Barot, Mukesh
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar, Naaz
Duration : 03:21   Song Number : 31036   

Nain Dwaar se Sawan (1959) 04:19 14169
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
On Screen Actors- 
Amita, Bharat Bhushan
Raag- 
Jog
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14169   

Nain Mile Nain Huye Baanware Tarana (1951) 03:13 14324
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 14324   

Nigaahon Mein Warrant (1961) 03:20 17647
 
Poster of Warrant (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:20   Song Number : 17647   

O Nanhe Se Farishte Ek Phool Do Mali (1969) 04:41 13230
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:41   Song Number : 13230   

O Yaa Qurbaan Kabuliwala (1961) 04:32 13486
 
Poster of Kabuliwala (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13486   

Pee Bin Soona Jee Hamdard (1953) 03:38 15534
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Hareesh Bharadwaj, Smriti Biswas
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 15534   

Pyaar Ka Saagar Pyaar Ka Saagar (1961) 03:20 12436
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 12436   

Raat Raat Bhar Jaag Pyaar Ka Saagar (1961) 02:30 12438
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:30   Song Number : 12438   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Raghupati Raaghav Raja Raam Purab Aur Pachhim (1970) 04:52 15048
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Raag- 
Gara
Duration : 04:52   Song Number : 15048   

Rasiya Re Mann Basiya Re Pardesi (1957) 03:56 15535
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:56   Song Number : 15535   

Rim Jhim Jhim Jhim Badarwa Barse Tangawali (1955) 02:47 15680
 
Poster of Tangawali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy
Duration : 02:47   Song Number : 15680   

Ritu Aaye Ritu Jaaye Sakhee Ri Hamdard (1953) 05:50 36958
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nimmi, Shekhar, Smriti Biswas
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Tintal
Duration : 05:50   Song Number : 36958   

Saanwari Soorat Mann Ada (1951) 03:07 12262
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:07   Song Number : 12262   

Sab Kuchh Luta Ke (Female) Ek Saal (1958) 03:56 12348
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:56   Song Number : 12348   

Sab Kuchh Luta Ke (Male) Ek Saal (1958) 03:46 12346
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 12346   

Sada Khush Rahe Tu Pyaar Ka Saagar (1961) 03:16 12437
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 12437   

Sadke Heer Tujhpe Mera Naam Joker (1970) 04:24 12389
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:24   Song Number : 12389   
Karaoke Songs of Prem Dhavan, Sad Songs of Prem Dhavan, Love Songs of Prem Dhavan, Dance Songs of Prem Dhavan, Hip-hop songs of Prem Dhavan, Best songs of Prem Dhavan, Super hit songs of Prem Dhavan, hit songs of Prem Dhavan, duet songs of Prem Dhavan, solo songs of Prem Dhavan, old songs of Prem Dhavan, famous songs of Prem Dhavan, Hindi Karaoke Songs of Prem Dhavan, Hindi Sad Songs of Prem Dhavan, Hindi Love Songs of Prem Dhavan, Hindi Dance Songs of Prem Dhavan, Hindi Hip-hop songs of Prem Dhavan, best Hindi songs of Prem Dhavan, super hit Hindi songs of Prem Dhavan, hit Hindi songs of Prem Dhavan, duet Hindi songs of Prem Dhavan, solo Hindi songs of Prem Dhavan, old Hindi songs of Prem Dhavan, famous Hindi songs of Prem Dhavan, Sing Along Songs of Prem Dhavan, Sing Along Sad Songs of Prem Dhavan, Sing Along Love Songs of Prem Dhavan, Sing Along Dance Songs of Prem Dhavan, Sing Along Hip-hop songs of Prem Dhavan, Sing Along Best songs of Prem Dhavan, Sing Along Super hit songs of Prem Dhavan, Sing Along hit songs of Prem Dhavan, Sing Along duet songs of Prem Dhavan, Sing Along solo songs of Prem Dhavan, Sing Along old songs of Prem Dhavan, Sing Along famous songs of Prem Dhavan